Khwab mein Aabkama Dekhna

Aabkama

Khwab mein Aabkama Tarsh Pani Dekhna,

tarsh pani, hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh abkama ka khwab mein dekhna ranj aur bimari ki daleel hai aur us ka pina bimari ki daleel hai.

Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh abkama ko agar girta howa dekhe ya us mein se kuch na piya ho to daleel hai keh gham aur andwah se najaat paega aur agar bimar hai to shifa paega.

Hazrat jafar sadiq razi Allah o anha nay irshad farmaya hai keh abkama ka pina 5 waja par hai. Awwal: bimari, Doom: gham, Soom: jhagra, Chaharam: hajit, Panjam: ayal kay sath larai.

Leave a Comment