Khwab mein Aatasheen Roshnaee Dekhna

Aatasheen-Roshnaee

Khwab mein Aatasheen Roshnaee Dekhna

Aag ki roshani dekhne ki tabeer hazrat ibn e sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh agar koi shakhs khwab mein aag ki roshanai ko dekhe keh us mein rasta chal sake to us amar ki daleel hai keh dolat zahd paega aur agar roshani ko khara dekhe to daleel hai keh us ki dolat ki jaga wohi hogi aur agar roshani ko khara dekhe to daleel hai keh us mulk mein sultan ki sawari zahir hogi.

Agar apnay ghar mein angaar dekhe keh us ka noor ghar ko roshan karta hai to daleel hai keh us ka kaam taraqi par hoga aur dolat ziyada hogi, aur agar khawab mein dekhe keh us angaray ko bujha diya hai to us amar ki daleel hai keh us kay khandan mein larai aur jhagra hoga.

Leave a Comment