Khwab mein Aurat Dekhna


Khwab mein Aawikhtan Latkana Dekhna, Hazrat daniyal alaihissalam nay farmaya hai keh agar koi khwab mein dekhe keh badshah nay us ko latkanay ka hukam diya hai to daleel hai keh badshah se hashmat aur martaba aur bazurgi paega, phir akhir kaar khalal parega, aur agar dekhe keh us ko latke hoye log dekhte hain…
Khwab mein Aatish Kadah Dekhna atish kadah dekhna hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khawab mein atish kadah buri jaga hai. Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh atish kadah ahmaq log aur khali jaga hai aur agar khawab mein dekhe keh atish kadah mein giya aur wahan se kuch paya…
You must be logged in to post a comment.
hello sir. Mare shahdi ko almost eak sall ho gya hai. Mara eak beta hai jis ki umer 20 din hai. Issue yahai k mre wife ko eak orat nazar ati hai Khawab main jis main wo is sy mry bety ko kheachnti hai or zor sy hansti hai. yahi Khawab us ko shadi k bad aty thy jis main wo ort mujy us khacnti hai or hasnti hai zoor sy mgr wo jati ni khain b means ghr k darwz tak hi rhti
sir mujy is k bary main btain is ki tabeer kia hai