-
-
-
-
-
-
-
Khwab mein Aeri Paon Ki Dekhna
Khwab mein Aeri Paon Ki Dekhna erhi dekhna hazrat imam ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khwab mein paon ki erhi karobar kay intezam aur admi ki kamai par daleel hai, agar dekhe keh us ki erhi toot gai hai to daleel hai keh aisy kaam mein mashghool hoga, ke jis mein pasehmani…
-
Khwab mein Ababeel Parasto Dekhna
Khwab mein Ababeel Parasto Dekhna parasto ababeel hazrat ibn e sereen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh agar koi shakhs khawab mein dekhe keh us kay pass ababeel hai ya kisi ne us ko di hai to daleel hai keh jis say juda tha, phir anas hasil karega aur us kay muqam mein qarar paega,…
-
Khwab mein Urna Dekhna
Khwab mein Urna Dekhna parwaz kardan yani urna khawab mein hazrat daniyal alaihissalam ne farmaya hai keh agar koi shakhs khawab mein dekhe keh parinday ki tarah jaga ba jaga urta hai to daleel hai keh bulandi kay mutabiq safar ko jae aur zameen mein se urna martaba aur sharf ka pana hai. aur agar…
-
Khwab mein Ispghol Dekhna
Khwab mein Ispghol Dekhna bazar qatona ispaghol hazrat ibne sereen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khawab mein bazar qatoona dekhna gham o andwah ki daleel hai aur us ka khana khae hoye kay mutabiq maal kay nuqsan aur ranj ki daleel hai.
-
-
-
-
-