Khwab mein Aabkama Dekhna

Khwab mein Aabkama Tarsh Pani Dekhna, tarsh pani, hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh abkama ka khwab mein dekhna ranj aur bimari ki daleel hai aur us ka pina bimari ki daleel hai. Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh abkama ko agar girta howa dekhe ya us mein se kuch … Read more

Khwab mein Ullu Dekhna

Khwab mein Ullu Aqaab jesa parinda Dekhna, ullo yani owl aik aqaab jesa shikari parindah hai, hazrat daniyal alaihissalam ne farmaya hai keh owl khwab mein badshah qawi ya haibat aur satmgar hai keh har aik us se darta hai aur agar dekhe keh us nay khwab mein ulll yani owl ko pakra hai ya … Read more

Khwab mein Abar Dekhna

Khwab mein Abar Yani Badal Dekhna, Hazrat daniyal alaihissalam ne farmaya hai keh badal khwab mein dekhna chay waja par hai, Awwal: abbar safaid, Doom: abbar siyah, Soom: abbar zard, Chaharam: abbar surakh, Panjam: abbar barsanay wala, Shisham: abbar na barsanay wala, aur har aik ki tabeer khaas hai. agar koi khwab mein apnay aap … Read more

Khwab mein Aabnoos Dekhna

Khwab mein Aabnoos Dekhna, Ibn e sirin rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khwab mein abnoos ko dekhne wala apnay kaam mein sakhat mazboot hoga us se koi faida nahin pohanchega. Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh abnoos ka khwab mein dekhna usi sift ki aurat hoti hai. Hazrat jafar sadiq razi Allah … Read more