Khwab mein Aabkama Dekhna

Khwab mein Aabkama Tarsh Pani Dekhna, tarsh pani, hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh abkama ka khwab mein dekhna ranj aur bimari ki daleel hai aur us ka pina bimari ki daleel hai. Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh abkama ko agar girta howa dekhe ya us mein se kuch … Read more

Khwab mein Angashtan Ungliyan Dekhna

Khwab mein Angashtan Ungliyan Dekhna Hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh dayen hath ki panch angasht namazen hain aur baye hath ki panch angasht farzand aur brother hain. Baaz ehl e tabeer nay bayan ki hai keh angotha subha ki namaz ki daleel hai aur angasht shahadat namaz zuhar aur angasht darmiyani … Read more

Khwab mein Asap Ghora Dekhna

Khwab mein Asap Ghora Dekhna ghora (horse) dekhnay ki tabeer hazrat daniyal alaihissalam ne farmaya hai keh arbi ghoray ko khawab mein dekhna bazurgi aur izzat aur jaah ki daleel hai. aur agar dekhe keh arbi ghoray par betha hai aur ghora matee o farmanbardar hai to izzat aur bazurgi ki daleel hai magar usi … Read more

Khwab mein Aata Chan nay Ki Tabeer

Khwab mein Aata Chan nay Ki Tabeer aard peez yani aata channay wala hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh aata channay wala aisa mard hai keh apnay doston aur khawaishon mein phirta hai. hazrat ibn e sereen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh aata channay wali aurat hai jo fazooli aur khaami karti … Read more