Khwab mein Astarlab Dekhna

Khwab mein Astarlab Dekhna astarlaab hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khawab mein astarlaab ki taveel badshah kay masahib aur sardar hain, agar koi shakhs khawab mein dekhe keh us kay pass astarlaab hai ya kharida hai ya us ko kisi ne diya hai to daleel hai keh sultani masahibon mein hoga aur … Read more

Khwab mein Aazaar Teh Band Dekhna

Khwab mein Aazaar Teh Band Dekhna teh band dekhne ki tabeer hazrat ibne sereen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khwab mein azar aurat hai, agar khwab mein dekhe keh teh band bandha hai to daleel hai keh aurat chahega ya kaneez kharidega, aur agar dekhe keh azar yani teh band zaya ho gia hai, … Read more

Khwab mein Asfanakh Palak Dekhna

Khwab mein Asfanakh Palak Dekhna asfanaakh yani palak hazrat ibn e sereen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khawab mein palak ka dekhna andesha aur gham ki daleel hai aur us ka khana zarar aur maal ka nuqsan hai, aur agar goshat mein paka howa dekhe aur khae aur roghan bhi us mein hai to … Read more

Khwab mein Aastana Chokhat Dekhna

Khwab mein Aastana Chokhat Dekhna astana chokhat hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai, agar koi shakhs khawab mein dekhe keh us kay ghar ka aastana buland howa hai to us amar ki daleel hai keh usi qadar maal o naimat aur martabay ki bazurgi paega. aur agar dekhe keh us ka ghar astana … Read more

Khwab mein Aatish Zanah Dekhna

Khwab mein Aatish Zanah Dekhna chaqmaqaq dekhna hazrat ibn e sereen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh atish zana aur sang atishdan daono shareek hain, aik un mein se qawi aur dalair hai aur dusra sakht dil hai. yeh dono logon ko taraqi aur baray kamon par latay hain. Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya … Read more