Khwab mein Aastana Chokhat Dekhna

Khwab mein Aastana Chokhat Dekhna astana chokhat hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai, agar koi shakhs khawab mein dekhe keh us kay ghar ka aastana buland howa hai to us amar ki daleel hai keh usi qadar maal o naimat aur martabay ki bazurgi paega. aur agar dekhe keh us ka ghar astana … Read more

Khwab mein Aatish Zanah Dekhna

Khwab mein Aatish Zanah Dekhna chaqmaqaq dekhna hazrat ibn e sereen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh atish zana aur sang atishdan daono shareek hain, aik un mein se qawi aur dalair hai aur dusra sakht dil hai. yeh dono logon ko taraqi aur baray kamon par latay hain. Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya … Read more

Khwab mein Aatish Kadah Dekhna

Khwab mein Aatish Kadah Dekhna atish kadah dekhna hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khawab mein atish kadah buri jaga hai. Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh atish kadah ahmaq log aur khali jaga hai aur agar khawab mein dekhe keh atish kadah mein giya aur wahan se kuch paya … Read more