Alif
alif, khwab nama alif, alif se shuru hone wale khwabon ki tabeer, khwab nama in urdu alif se, dreams in urdu alif, khwab ki tabeer alif, khwab nama alif, tabeer alif, 2015 alif se tabeer, khwab nama alif english and urdu, khwab nama alif se shurhu hone wale, tabeer alif, alif, khwab, nama, urdu, dreams, tabeer, alif se tabeer urdu me,
Khwab mein Aawaz Buland Dekhna
Khwab Mein Awaz buland dekhnay ki tabeer, Hazrat ibn e sireen rahmatullah alaihi ni farmaya hai keh agar mard ki awaz khwab mein buland hai to daleel hai keh logon mein buzurgi paega aur agar dekhe keh us ki awaz buland ho gai thi to yeh us ki bulandi qadar ki daleel hai keh us … Read more
Khwab mein Abar Asfanj Dekhna
Khwab mein Abar Asfanj Dekhna, Hazrat ismaeel ashat rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khwab mein abar siyah, dar aur khof aur sakhti ki daleel hai, aur barsany wala abar khair o barkat aur farakhi ki daleel hai, aur gham o andwah bhi hota hai. Lekin woh abar keh jis ko darya kay kinaray se … Read more
Khwab mein Aab Khana Dekhna
Khwab Mein Pani Ka Ghar Dekhne Ki Tabeer Hazrat ibn e sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai, agar koi khwab kay andar pani ka ghar banae to daleel hai keh duniya kay maal par harees aur raghab hoga aur mal se kuch kharch na karna chahega, ehlay tabeer ne bayan kia hai keh us ko … Read more
Khwab mein Abroha Dekhna
Khwab mein Abroha Bhanwen Dekhna, Hazrat ibn e sireen ramhatullah alaihi ne farmaya hai keh abro ka khwab mein dekhna deen hai, agar khawab mein dekhe keh us kay abro poray be nuqsan hain to daleel hai keh us ki zeenat pori aur kamil hai, aur agar dekhe keh us kay abro gir gay hain … Read more
Khwab mein Aahoo Dekhna
Khwab Mein Haran Dekhne Ki Tabeer Hazrat Karmani Rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh agar koi shakhs khwab mein dekhe keh haran ko pakra hai to daleel hai keh khubsoorat kaneez hasil karega. agar us ne dekha hai keh us ne haran kay galay ko kata hai to daleel hai keh doshiza dakhtar hasil hogi … Read more
Khwab mein Anda Maha Dekhna
Khwab mein Anda Maha Jisam kay Tukray Dekhna, Hazrat ibn e sirin rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh agar koi shakhs khwab mein dekhe keh qom kay ajsam ziada ho gay hain to daleel hai keh us kay apnay ehl e bait ziada hongay, aur agar dekhe keh us kay aza cut gay hain ya … Read more
Khwab mein Afsoon Dekhna
Khwab Mein Afsoon Yani Jantar Mantar Karna Dekhne Ki Tabeer, Hazrat ibn e sireen rahmatullah alaihi ni farmaya hai keh khwab mein afsoon karna logon ko fareefta karna hai, lekin Allah tala kay asma aur ayaat Quran kay sath ho, agar afsoon gar khwab mein dekhe keh us say us ko ya kisi ne dusray … Read more
Khwab mein Aatish Aag Dekhany Ki Tabeer
Khwab mein Aatish Aag Fire Dekhany Ki Tabeer Hazrat Daniyal Alaihissalam ne farmaya hai keh khawab mein aag yani fire bagair dhowen kay dekhe to daleel hai keh badshahi kay qareeb hoga, aur basta kaam puray hongay, aur agar dekhe keh us ko kisi ne aag main gira kar jala dia hai to daleel hai … Read more
Khwab mein Aabistan Dekhna
Khawab mein abistan yani kozah dekhne ki tabeer, Hazrat ibn e sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khwab mein abdast dekhne wala khazana dar sahib tadbeer hoga, keh amdani aur kharch us kay hath mein hoga aur agar dekhe keh badshah nay us ko kozah diya hai to daleel hai keh khazanchi aur badshah … Read more