Khwab mein Dushman Dekhna


Khwab mein Aawikhtan Latkana Dekhna, Hazrat daniyal alaihissalam nay farmaya hai keh agar koi khwab mein dekhe keh badshah nay us ko latkanay ka hukam diya hai to daleel hai keh badshah se hashmat aur martaba aur bazurgi paega, phir akhir kaar khalal parega, aur agar dekhe keh us ko latke hoye log dekhte hain…
Khwab mein Aatish Kadah Dekhna atish kadah dekhna hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khawab mein atish kadah buri jaga hai. Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh atish kadah ahmaq log aur khali jaga hai aur agar khawab mein dekhe keh atish kadah mein giya aur wahan se kuch paya…
You must be logged in to post a comment.
Mujy khawab main dushman nazar ata Hai or main us par bandooq taan leta hn main lakin ak goli chalany k bad muj se bandooq load he nai hoti or wo fire Krta krta baag jta hai mere sath waly room main bethy rehty hain pls is ki tabeer mujy bta dain