Khwab Mein Murda Se Baatein Karna


Khwab mein Aawikhtan Latkana Dekhna, Hazrat daniyal alaihissalam nay farmaya hai keh agar koi khwab mein dekhe keh badshah nay us ko latkanay ka hukam diya hai to daleel hai keh badshah se hashmat aur martaba aur bazurgi paega, phir akhir kaar khalal parega, aur agar dekhe keh us ko latke hoye log dekhte hain…
Khwab mein Aatish Kadah Dekhna atish kadah dekhna hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khawab mein atish kadah buri jaga hai. Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh atish kadah ahmaq log aur khali jaga hai aur agar khawab mein dekhe keh atish kadah mein giya aur wahan se kuch paya…
You must be logged in to post a comment.
Assalamoalaikum
Meri biwi ne khawab main mere bhateeje ko dekha k wo uske sar main jui nikalne ko kehraha hai k choti ammi jui bht kat raha hai. Mera bhateeja 4 month phale inteekal karchuka tha. 2 saal 10 months ka hi hua tha.
Aap Merhabi karke iski tabeer bata de
Jazakullah