Khwab Mein Naak Apni Kati Dekhna


Khwab mein Aawikhtan Latkana Dekhna, Hazrat daniyal alaihissalam nay farmaya hai keh agar koi khwab mein dekhe keh badshah nay us ko latkanay ka hukam diya hai to daleel hai keh badshah se hashmat aur martaba aur bazurgi paega, phir akhir kaar khalal parega, aur agar dekhe keh us ko latke hoye log dekhte hain…
Khwab mein Aatish Kadah Dekhna atish kadah dekhna hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khawab mein atish kadah buri jaga hai. Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh atish kadah ahmaq log aur khali jaga hai aur agar khawab mein dekhe keh atish kadah mein giya aur wahan se kuch paya…
You must be logged in to post a comment.
Salam
maine yeh pochna tha k meri bv ki mjh se alaihdgi hui adalti tor se aur maine us per fatwa lia to pata chala k talaq nhi hui. maine boht koahish ki sulah ki nhi hui. 1 din meri walida ne meri bv k ghr ja kr maafi mangi aur kaha apna ghr kharab na karo wapis ajao meri maa ko bura bhala keh k ghr se nikal dia.meri walida ne agle din fajar namaz k baad tasbeeh krte hue neend lagi to kahwab mai dekha k koi neri bv k hont kant raha hai aur chehre se bhi gosht kaat rha hai. meri walida darr k uthi aur yh khawab mjhe bataya. iski kia tabeer hogi plz mjhe bataega