Khwab mein Pahaar Dekhna


Khwab mein Aamas Sojan Dekhna, Khwab mein Aab Yani Pani Dekhany Ki Tabeer, Khwab mein Aabadi Dekhna, agar koi shakhs khawab main dekhy ky veran jaga ko abad karta hai jiasy masjid ya khanqah ya is ky mushaby koi chez tu daleel hai deen ki islah aor aakhrat ky sawab par dalalat karta hai, khwabon…
You must be logged in to post a comment.
Assalam o alaikum ,main ny ek khuab dekha hai jis men main raat k andhere men apny dost ka hath pakar kar pathar ki aesi seerhi per charh raha hoon jis k dono taraf andhera aur khai hai aur seerhi bhi oonchi neechi air muri hui hai…..phir jab main woh seerhiyan charh jata hoon toh ek kulay maidan main phnch jata hu jahan mera khandan wale shadi mana rahay hotay hain main wahan per ek lakri k tower per khara hota hoo k achanak zoor se ghoomta hoon aur urta hua un sab seerhion se neechy ek ghr men a k gir jata hoon jahan merk walida bhai aur walid mojood hotay hain aur wahan do pipe hotay hain wohi pipe jo us maidan main thy jab men gira tha toh unko pakra hua tha aur us ghr men mere walid sahab sheeshe k samne khare hotay hain air kehty hain k woh bas marne wale hai aur khushboo laga k tayari kar rahay hotay hain………air bas phir meri ankh khul gyi……
mujhy is khuab ki tabeer maloom karni hai