Khwab mein Abar Dekhna

Khwab mein Abar Yani Badal Dekhna, Hazrat daniyal alaihissalam ne farmaya hai keh badal khwab mein dekhna chay waja par hai, Awwal: abbar safaid, Doom: abbar siyah, Soom: abbar zard, Chaharam: abbar surakh, Panjam: abbar barsanay wala, Shisham: abbar na barsanay wala, aur har aik ki tabeer khaas hai. agar koi khwab mein apnay aap … Read more

Khwab mein Aabnoos Dekhna

Khwab mein Aabnoos Dekhna, Ibn e sirin rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khwab mein abnoos ko dekhne wala apnay kaam mein sakhat mazboot hoga us se koi faida nahin pohanchega. Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh abnoos ka khwab mein dekhna usi sift ki aurat hoti hai. Hazrat jafar sadiq razi Allah … Read more

Khwab mein Aahoo Dekhna

Khwab Mein Haran Dekhne Ki Tabeer Hazrat Karmani Rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh agar koi shakhs khwab mein dekhe keh haran ko pakra hai to daleel hai keh khubsoorat kaneez hasil karega. agar us ne dekha hai keh us ne haran kay galay ko kata hai to daleel hai keh doshiza dakhtar hasil hogi … Read more