Khwab mein Aatasheen Roshnaee Dekhna

Khwab mein Aatasheen Roshnaee Dekhna Aag ki roshani dekhne ki tabeer hazrat ibn e sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh agar koi shakhs khwab mein aag ki roshanai ko dekhe keh us mein rasta chal sake to us amar ki daleel hai keh dolat zahd paega aur agar roshani ko khara dekhe to daleel … Read more

Khwab mein Abar Dekhna

Khwab mein Abar Yani Badal Dekhna, Hazrat daniyal alaihissalam ne farmaya hai keh badal khwab mein dekhna chay waja par hai, Awwal: abbar safaid, Doom: abbar siyah, Soom: abbar zard, Chaharam: abbar surakh, Panjam: abbar barsanay wala, Shisham: abbar na barsanay wala, aur har aik ki tabeer khaas hai. agar koi khwab mein apnay aap … Read more

Khwab mein Aatish Kadah Dekhna

Khwab mein Aatish Kadah Dekhna atish kadah dekhna hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khawab mein atish kadah buri jaga hai. Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh atish kadah ahmaq log aur khali jaga hai aur agar khawab mein dekhe keh atish kadah mein giya aur wahan se kuch paya … Read more

Khwab mein Aspandan Kala Dana Dekhna

Khwab mein Aspandan Kala Dana Dekhna aspandan kala dana dekhna hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai, aspandan ka khawab mein dekhna gham ki daleel hai aur agar dekhe keh kisi ne us ko aspandan diya hai to daleel hai keh usi qadar us ko ranjh aur gham hoga aur agar dekhe keh kisi ne … Read more