Khwab mein Aslah Dekhna

Khwab mein Aslah Dekhna, Khwab mein Aab Yani Pani Dekhany Ki Tabeer, Khwab mein Aabadi Dekhna, agar koi shakhs khawab main dekhy ky veran jaga ko abad karta hai jiasy masjid ya khanqah ya is ky mushaby koi chez tu daleel hai deen ki islah aor aakhrat ky sawab par dalalat karta hai, khwabon ki … Read more

Khwab mein Ullu Dekhna

Khwab mein Ullu Aqaab jesa parinda Dekhna, ullo yani owl aik aqaab jesa shikari parindah hai, hazrat daniyal alaihissalam ne farmaya hai keh owl khwab mein badshah qawi ya haibat aur satmgar hai keh har aik us se darta hai aur agar dekhe keh us nay khwab mein ulll yani owl ko pakra hai ya … Read more

Khwab mein Aatasheen Roshnaee Dekhna

Khwab mein Aatasheen Roshnaee Dekhna Aag ki roshani dekhne ki tabeer hazrat ibn e sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh agar koi shakhs khwab mein aag ki roshanai ko dekhe keh us mein rasta chal sake to us amar ki daleel hai keh dolat zahd paega aur agar roshani ko khara dekhe to daleel … Read more

Khwab mein Abar Dekhna

Khwab mein Abar Yani Badal Dekhna, Hazrat daniyal alaihissalam ne farmaya hai keh badal khwab mein dekhna chay waja par hai, Awwal: abbar safaid, Doom: abbar siyah, Soom: abbar zard, Chaharam: abbar surakh, Panjam: abbar barsanay wala, Shisham: abbar na barsanay wala, aur har aik ki tabeer khaas hai. agar koi khwab mein apnay aap … Read more