Khwab mein Astaghfar Ki Tabeer

Khwab mein Astaghfar Ki Tabeer astaghfar yani bakhshish chahna, astaghfar kay mani hain, gunahon ki maafi mangna, astaghfirullah kehna haq tala se bakhshish talab karna. Hazrat ibn e sereen rahmatullah alaihi ne farmaya hai, agar koi shakhs khawab mein astaghfar kare to daleel hai keh haq tala us ko maal aur farzand ataa karega. Hazrat … Read more

Khwab mein Astarlab Dekhna

Khwab mein Astarlab Dekhna astarlaab hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khawab mein astarlaab ki taveel badshah kay masahib aur sardar hain, agar koi shakhs khawab mein dekhe keh us kay pass astarlaab hai ya kharida hai ya us ko kisi ne diya hai to daleel hai keh sultani masahibon mein hoga aur … Read more